Sunday, 21 January 2024

Redmi Note नोट 13 5जी की समीक्षा:

रेडमी नोट 13 5जी, शाओमी कंपनी की एक नई शानदार प्रस्तुति है जो 5जी समर्थन के साथ आती है। इस स्मार्टफोन को विभिन्न पहलुओं पर विचार किया गया है ताकि उपयोगकर्ताएं इसके सभी ताजगी भरे फीचर्स का लाभ उठा सकें। यहां हम इसकी सुविधाएं और कमजोरियां देखेंगे ताकि आप यह निर्णय ले सकें कि क्या यह आपकी आवश्यकताओं को पूरा करता है।


डिज़ाइन और निर्माण: रेडमी नोट 13 5जी का डिज़ाइन एक बारीकी से भरा है और इसमें स्लिम एलिगेंट बॉडी का इस्तेमाल किया गया है। फ़ोन की पीठ पर लगे ग्रेडिएंट फिनिश से उच्च गुणवत्ता की छवि बनती है।

प्रदर्शन: 6.5 इंच का पूर्ण HD+ डिस्प्ले उपयोगकर्ताओं को विविध और तीव्र रंगों का आनंद देता है। वायुमंडल में चमकीला प्रदर्शन और अच्छा कंट्रास्ट है, जो मल्टीमीडिया अनुभव को बढ़ाता है।

प्रोसेसिंग पॉवर: स्नैपड्रैगन 7 सीरीज के प्रोसेसर के साथ, यह फ़ोन गेमिंग और मल्टीटास्किंग के लिए तैयार है। एक 5जी समर्थन से युक्त, यह डाटा स्पीड में भी वृद्धि करता है और अनुभव को और भी सुधारता है।

कैमरा: 64 मेगापिक्सल का प्राइमरी कैमरा उच्च गुणवत्ता वाली फोटोग्राफी के लिए समर्थ है। नैचुरल और शार्प इमेजेस देने के साथ, इसमें नाइट मोड और पॉर्ट्रेट मोड की भी विशेषताएँ हैं। सेल्फी के शौकीनों के लिए फ़्रंट कैमरा भी सुधारित है।

बैटरी लाइफ: 5000 mAh की बैटरी फ़ोन को एक दिन के बारह बजे के लिए सुरक्षित रखती है। इसमें तेज़ चार्जिंग की भी सुविधा है जिससे आप अपने फ़ोन को तेज़ी से बारही तक पहुंचा सकते हैं।

सॉफ़्टवेयर और अन्य फ़ीचर्स: रेडमी नोट 13 5जी में लेटेस्ट एंड्रॉयड वर्शन और MIUI 13 इंटरफ़ेस है, जिसमें कई नए फ़ीचर्स और और भी सुधारित उपयोगकर्ता इंटरफेस शामिल हैं।

ChatGPT can make mistakes. Consider checking important information.

Friday, 3 January 2020

CID Full from| Kya hai in hindi liveskye

CID Full from in Hindi सी .आई. डी का  पूरा नाम क्या है।CID India me bahut parsidh hai iska ek karad yah bhi hai CID naam ka filmo wa TV serials me bahut jayada paryog ka Gina hai. Lekin CID Bharat ke steat polish ka Apradh janch bibhag hai. Jo kisi bhi Apradh ke gambhirta wa jatilta se janch karta hai
CID yah bibhag aamtaor par khufiya Roop se work karta hai atha iske members koi wardi na pahan Kar samany vastaron me hi rahte hai jisse wo kisi ki pahchan me aaye Bina apradho ka parda fash Kar sake
CID full from in Hindi
CID full from

CID Full form| 

CID ka full form. Crime Investigation Department hota hai jisne Hindi me क्राइम इन्वेस्टिगेशन डिपार्टमेंट kaha jata hai iska Hindi arth अपराध जांच विभाग  hota hai

1.CID ki sthapna kab hui thi?
Year 1902 me
2.CID ki sthapna jisne ki thi?
Birtis sarkari ne
3.CID ka head koun tha?
Additional director general of Police
4.CID ko kis barash 2 bhagon me Bata Gaya tha 2 bhag koun-2 the
Barsh 1920 me CID ko Special branch tatha Crime branch me Bata gaya tha tatha yah work bhi birtis kaal me hi Kiya gaya tha. 
5. CID kis parkar ke apradho ki janch karta hai?
CID ko mukhayta ati sambedanseel wa gambhir mamlon ki janch ka jimma Diya jata hai jaise atankbaad, dange , bade astar par hui dhokhadhadi jali noto se sambandht aadi.
6. CID Aur CBI me Antar Kya hai
CID Aur CBI dono hi alag-alag bibhag hai. Dono bibhag apradho ki chanbin se Jude hai lekin ek taraf Jahan CID state astar par huye apradho ki janch karti hai. Wahi CBI ki pahuch pure desh bhar me apradho ki janch se le kar videsh tak me arh rahe bhartiy apradhiyo tak hai. CID state government ke adhin hai wahi CBI ka sanchalan central government ke hatho me hota hai.

Tuesday, 31 December 2019

Copyright free image|| kaise Download kare liveskye

Hello friends agar aapko kisi bhi image ka jarurat pasta hai to aap Google me Copyright free image direct search Kar lete hai par Kya aap Kanye hai kisi bhi image ko agar aap Apne kisi YouTube video me ya Apne Blog/website me use Kar rahe hai to aap par copyright claim ho sakta hai..



Copyright free image kaise Download kare liveskye
Free image


Jam Google se Filter karke free image of download Kar sakte hai par Google se copyright free image kaise Download kare, usse phele thoda bahut ye jaan Lele hai akhur ye copyright hota Kya hai

Copyright free image hota Kya hai

Copyright ek trah hack hota hai jisne with image ya koi chij banai (Create ki) hai Jase with koi Article, image, video, music much ho sakta hai woh jisne banaya hai uspar uska adhikar hota hai an agar aese me koi Aur dusra usko use karega to to woh chori khelayega Aur Jo uska owner hai woh claim karke usko delete karwa sakta hai...

To ab aap logon ko thoda idea to go hi Gaya hoga ki copyright Kya hota hai jisne Jo chij banaya hai uspar uska adhikar hota hai.. to ab baat aati hai copyright free photo kaha see download kare Jo copyright naa ho..
Internet per sabhi chije paise me nahi milta hai yeh to aap Kanye hoge kuch chije hai Jo free me bhi multi hai. Theek ussi trah Copyright free image bhi mil jayegi Jo free to use hota hai Aur uska license Creative Commons hota hai, Yani ham usko Bina copyright ke use Kar sakte hai.
To ab aap ye bhi jangaye ki aako Jo imege use Kar I hai woh creative Commons Wala imege use karna hai jisko cc bhi kaha jata hai.
Agar aap Google me search large hai to aapko pata hoga ki jitna bhi chije search me aata hai woh Google ka nahi hota hai quki Google sirf ek search engine hai Aur woh dusri site see game content dikhata hai imege bhi to aide me konsi imege copyright hai Aur kounsi a copyright free hai uska pata lagana Muskil hai.
Par ham Google search ki sitting me thoda sa changing karke free image ka aasani see malum Kar askte hai Aur usko Bina koi tension me use Kar askte hai. To chaliye Sikh lete hai Google se Free imege ko kaise Download karte hai



Google imege me copyright free image kaise search kare


Sabse phele to aapko jis kisi ki bhi image search karni hai, aap Google Image me search kar lijiye.
Ab aapke samne jo bhi aapne search kiya hai uski images aa jayegi.. par yaha konsi copyright hai konsi free ya ham pata nahi kar sakte, aur sabhi image search me aayegi..
Jese aap niche imege me dekhe mene apple ki imege search ki to mere samne bahut sari imege aagai hai ab aapko Free lmege ko filter karne ke liye aapko ye karna hai.
Copyright free image kaise Download kare liveskye
Copyright free imege



1. Tools pe click kare
2. Usage rights pe click kare
Aapko imege kid kaam ke liye use Kar I hai Aur aap uska Kya use karega woh select Kar Len 4th option hai unka Kya Matlab hai woh bhi  jaan lijiye.

Labeled for reuse with modification

Agar aap photo ko use karna chats hai Aur usko edit bhi karna chats hai to aap ye select kare imege ko aap Apne fayde me liye use Kar askte hai

Labeled for reuse: imege ko aap Apne jarurat ke liye use Kar askte hai par aap usko edit nahi Kar askte.
  • Labeled for non-commercial reuse with modification : imege ko aap use Kar askte haiaur chahe to usko edit bhi kar sakte hai par aap usko Apne fayde me liye use nahi Kar sakte hai
  • Labeled for non-commercial reuse
Aap imege ko Apne jarurat ke liye use nahi Kar askte hai na Aur imege ko edit Kar sakte hai

To friends aap  inme see apni jarurat ke hisab see select kar sakte hai, Aur agar aap imege ko YouTube ya blog kisi bhi kàam ke liye use karna chahte hai jisse aap paise kamane wale hai to aap starting ke 2 option me se kisi ek ko select kare.

Mere se bahut logo be ye sawal pucha hai ki Kya Google imege ko ham YouTube video me use kare to Kya uspar bhi copyright claim ho sakta hai, to han friends copyright hota hai par agar aap Google se free image use karenge fir chahe aap kahi bhi use kare koi problem nahi hoga koi copyright nahi hoga.
Name ummeed  hai ki ye jankari pasand aai hogi, Aur ab aap bhi Google se koi bhi copyright free images ko use kaene se pahle filter jarur kare taki aage aapko kisi problem ka samna na karna pade..

Tuesday, 12 February 2019

Pen Drive Ka Deleted Data Kaise Recover Kare Best Tarika in Hindi

Hello friends kya aap log Janna chahte hai ki pen drive ke delete huye data ko kaise recover karte hai 
Pen Drive Ka Deleted Data Kaise Recover Kare Best Tarika in Hindi
Pen Drive data recovery






Friends yah post aapke liye bahut hi important hone wala hai kyunki is article me aap logon ko sare questions ka answer mil Jayega aur es post ko padne ke baad aap log apne kisi bhi pen drive Ka delete huye data ko recover kar sakte hai jaise ki ham log jante hai ki ham apne ki bhi parkar Ka data ham apne pen drive me rakhte hai ayse kisi karad hamare pen drive se hamara jaruri private data delete ho jaata hai aur yah data aapke liye bahut jaruri ho skate hai to friends recover karne ki jarurat padta hai es post me ham aapko batayenge pen drive ke delete huye data ko recover kaise kare 

Pen drive se Delete Data ko firse (Recover) kaise kare

Friends jaise ki aap log jante hai ki Kisi bhi parkar ke delete huye data ko recover karne ke liye computer me koi software nahi hote hai es liye hame apne pen drive ke data fhir se wapas pane ke liye aapko sabse pahle yek software apne computer me install karna hota hai Jo srif 15 se 20 MB Ka hai hame es software ko niche diye hai data recovery software links se download kar sakte hai

Es software ko install karne ke baad jab esko open karege to aapke samne kuch es Tarah se interface dikhai dega
Pen Drive Ka Deleted Data Kaise Recover Kare Best Tarika in Hindi
Pen Drive data recovery software
Ab aapko apna pen drive chunaw karna hota hai jiske delete huye data ko fhir se wapas pana chahte hai jaise ki aap us pen drive ko select karne ke baad niche diye gaye scan button par click karte hai to pen drive ke sabhi parkar Ka delete huwa data recover hone lagta hai

Friends hame ummeed hai ki es post se  app log ko jankari mil chuki hoge pen drive Ka delete data kaise Recover karte hai agar koi sawaal ya sujhaw hai to aap comment kar sakte hai


Friends agar aapko yah post pasand aaya ho to aap es post ko apne friends ke shat bhi share kare jai hind

Thursday, 31 January 2019

Which is the best phone under only 10000 in 2020

Hello friends ham aapko batarahe hai kuch बजट smartphone ke bare me which is the best phone under only ₹10000 pichle kuch time se desh me kai sare naye-naye smartphone launch kiye jarahe hai jinki kimat ₹10000 se kam hai.
Which is the best phone under only 10000 in 2019
Which is the best phone only 10,000


10,000 rupye se kam wale category me aarahe smartphone me ab damdar future diye jarahe hai in budget phone me smartphone companiya o sab kuch dene ki koshis Kar rahi hai jinki jarurat yek aam user ko hoti hai yaha par ham aapko batarahe hai which is the best phone jinki kimat ₹10000 se kam hai to chaliye jante hai





Realme 2
Oppo ke sab barand realme ne haal hi me apne realme 1 Ka upgrade variant realme 2 launch kiya hai 10000 rupye se kam me noch display ke sath aane wala desh ka pahla smartphone hai khubiyo ki baat kare to phone me Qualcomm Snapdragon 450 processor diya gaya hai phone me 6.2 inch hd display di gai hai aur 4030 mAh battery di gai hai phone ko 3 GB ram 32 GB internal storage aur 4GB ram 64 GB internal storage ke variant me launch Kiya gaya hai 3GB variant wale smartphone ko Amazon se kharida ja sakta hai
https://amzn.to/2SnjwKg

Redmi 6
Haal hi me launch hua शाओमी Ka redmi 6 phone 10000 rupye se kam kimat me yek behtarin phone hai phone me 3 GB ram aur 32 GB internal storage di gai hai phone me 5.45. inch HD+ display di gai hai sath hi 3000 mAh power ki battery diya gaya hai phone ko Flipkart se kharida ja sakta hai company me ise srif yek hi variant only ₹7,999 me aata hai
https://www.flipkart.com/redmi-6-black-32-gb/p/itmf99mhhtthpgwd?lid=LSTMOBF8YUSVG8VZAUTTUCNHT&pid=MOBF8YUSVG8VZAUT

Moto E5
Motorola ne Moto E5 aur moto E5 plus smartphone india me launch kiye the Moto E5 me 6.42 inch full HD+ Amoled display di gai hai iske 2 GB+ 16 GB wale variant ki kimat only  ₹9.999 me Amazon se kharida ja sakta hai
https://amzn.to/2HJwCx7



Infinix Note 5
Infinix company ke note 5 device me 3 GB ram aur 32 GB internal storage di gai hai smartphone ko Flipkart se only 9,999 rupye me kharida ja sakta hai is smartphone me mediatech Helio p23 processor diya gaya hai infinix note 5 phone me 4500 mAh  battery se layesh hai phone me 2 sim card stall aur yek memory card stall diye gaye hai phone Google ke android one program Ka hissha hai
https://www.flipkart.com/infinix-note-5-berlin-gray-32-gb/p/itmf84r83q9zz8x6?lid=LSTMOBF84R8KTMS8MHB2BGB44&pid=MOBF84R8KTMS8MHB


InFocus ke vision 3 smartphone ko Amazon se only 6,999 rupye me kharida ja sakta hai phone me 13+5 MP Ka dual riyer camera diya gaya hai selfie ke liye phone me 8 mp Ka camera diya gaya hai smartphone me 4000 mAh ki damdar battery hai smartphone nogat virgin par kaam karta hai  phone me dono sim card yek sath 4g network support karte hai
https://amzn.to/2S1kRGW

10.or D2 
Amazon ke liye smartphone banane wali company 10.or me apne D2 phone ko 2 GB ram aur 3 GB ram wale do variant me launch Kiya gaya tha phone ke 2 GB ram 16 GB internal storage variant ki only  6,999 rupye aur 3 GB ram aur 32 internal variant ki only 7,999 rupye me kharida ja sakta hai is smartphone me 13 MP rear camera aur 5 MP Ka front camera diya gaya hai phone ko power dene ki liye 3200 mAh ki battery di gai hai
https://amzn.to/2HIqIMQ

Honor 7A
Honor ka 7A phone 10 hajaar se se kam me phone kharidne wale customer ke liye yek achcha phone ho sakta hai phone ki 8, 999 rupye hai phone me 3 GB ram aur 32 GB internal storage diya gaya hai sath hi me phone ko power dene ki liye 3000 mAh wali battery di gai hai is phone me 13+2 MP Ka dual rear camera diya gaya hai selfie ke liye phone me 8 mp Ka camera diya gaya hai
https://amzn.to/2Rujxr1

Redmi Note 5
Xaiomi ke redmi note 5 ke 3 GB ram aur 32 GB internal storage variant ki kimat only 9,999 rupye hai phone me f/2.2 apcher ke sath 12 MP ka rear camera diya gaya hai sath hi LED selfie light ke sath 5 MP ka front camera diya gaya hai phone me 4000 mAh ki battery diya gaya hai
https://amzn.to/2Bcd6DM



Redmi 6 A
xaiomi Ka hi redmi 6A smartphone bhi user ke liye yek achcha options ho sakta hai smartphone ko 2 GB ram aur 16 GB internal storage aurb3 GB ram aur 32 GB internal variant me launch kiya gaya hai phone ke 2 GB ram variant ki Amazon se only 5,999 me kharida ja sakta phone ki khubiyo ki baat kare to phone me 5.45 inch hd+ display jiska aspect रेशियों 18.9 hai phone me quad core 2.0 GHz mediatech helio A22 processor diya gaya hai phone android 8.0 orio bead hai MUI 9.6 par chalta hai
https://amzn.to/2S4IfUk



Sunday, 20 January 2019

Seo full form-kya hai jankari hindi me

Hello friends aaj main aap ko batane jaraha hu seo full form kya hai jankari hindi me to chaliye jante hai Seo full form kya hota hai
SEO full form kya hot hai jankari hindi me
Seo full form

Seo full form kya hai

Seo full form kya hai seo kitne parkar Ka hota hai seo ko kayse use karte hai on page seo off page seo kya hota hai ye sab janne ke liye pura post read kare

Aaj ke shamay me internet par lakho karodo website maujood hai or yek hi topic par tamaam website maujood hai isliye duniya me jayadatar internet users Jankari haasil karne ke liye search engine ka help Lete hai or isliye apne browser me sabse pehle ek search engine open karte hai

Jab joi user search engine par koi keywords type karta hai to search engine un tamaam websites me se unhi website ko search result me dikhata hai Jo user ke keywords se related ho or uske database me achche ranking par ho or aisa bina seo ke mumkin nahi hai 




Agar aap ki website business website, sell purchase website, ya blog hai or aap apni website par traffic ki sankhya badana chahti hai to tabhi mumkin hai jab search engine aap ke website ko apne search results ke ranking me top par dikhaye iske liye aapko apne website ya blog ko search engine friendly banana chahiye or iske baad hi aapka website ya blog search engine ke ranking me first page par aayega or sab bina seo ke mumkin nahi hai  to chaliye jante hai seo full form kya hai

Seo full form kya hai or SEO kya hota hai

Seo full form seo ka full form "search engine optimization" hai or SEO yek process hai jiska use karke ham apne website par organic traffic increase kar sakte hai search engine me

Agar ise aasan sabdo me samjha Jaye to seo waha tarika hai jiska istemal karke ham apne blog ya website search engines (Google, Yahoo, wing, etc,) ke top page par la sakte hai  taki jyada se jyada log usse dekh sake 
 SEO ke andar मुख्य तौर par 2 categories me bata gaya hai On page seo off page SEO agar aap in dono kaamo ko achchi tarah se kar lete hai to aapka blog ya website search engine me search result first page page par hoga 

On page SEO off page SEO kya hota hai


On page SEO ka kaam aapke blog me hota hai iska matlab yah ki apne blog website ko achchi tarah se design karna hota hai Jo seo friendly ho SEO ke rules ko follow kar apne blog website me template ka istemal karna chahiye jo seo friendly ho

Acche comment likhna or unme acche keywords ka istemal karna jo search engine me sabse jyada dhundha jata ho keywords ka istemal page me shai jagah karna chahiye Jaise Title, Meta description, content me keyword Ka istemal karna chahiye

Isse Google ko janne me aasani hoti hai ki aapka content kiske upar likha hua hai or aapke website ko Google page par rank karne me madad karta hai jisse Aapke blog website ki traffic increase hoti hai 

Off page SEO site ke promotion Ka wah tarika hai jis me aap website se bahar nikal Kar website ki ranking ko search engine me better Kar sakte hai off page SEO me jo sabse important chij hai aapke website ke liye quality backlinks

Backlink se website ko bahut fayda hota hai social networking site Jaise FacebookTwitter Google+ par apne followers increase kare isse aapke website me jyada visitors bhadne ka ummeed hota hai 

bade bade blog website jo bahut hi mashur hai unke blog par guest post submit kariye isse unke blog par aane wale visitors aapko janne lagenge or aap ke Website par traffic aana suru ho jayega

hello friends mai ummeed karta hu ki aapko ye Seo full form jankari hindi me seo kya hai or kyu karte hai yah post aapko pasand aai hogi agar aapko is post se related koi sawal ya सुझाव hai to comment kare or is post ko apne friends ke saath jarur share kare thank you jai hind